Emily is derived from Aemilia, the Latin feminine form of the Roman family name Aemilius. The name Aemilius was in turn derived from the Latin word <em>aemulus</em><span> meaning "rival".
Hope this helps:)
</span>
I don't understand a word you just said use English please
Aapko vigyapan likne ke liye pratham ye chunna hoga ke aap konsi company ya brand ka vigyapan likhna pasand karenge.
Koi pratishthit brand ke product ko aap chunkar uska chitra bana dijiye.
Fir apko uski tag line yani prachar vakya ko uske niche likh dijiye.
Antim vakya jo hoga, usse aap koi prachilit offer ya jaldi kharidein athva aaj hi lein aise likha ja sakta hai.
In sabhi aksharo ko aap aapke man mutabik bada aur akarshak likh sakte hai.
Apke behtar samajhne ke liye humne ek udharan chitra jod diya hai. Kripya ussey dekh kar mila le.