Well, i'm writing it in english words (Hindi contents), i hope you'll get understand if you're an Indian:
Pradhanmantri Modi jee ne 8 november ko ye ghoshna ki, ki aaj raat se 500 or 1000 rupee ke note band h/o jaenge. U/sse din se kala dhan rakhne walo ke h/osh udd gaye. Woh apne jama kiye gaye paiso ko thikana lagane ke liye dimaag lagane lage. Ganga na/di me 1000 rupee ke noto ke phatte tukde paaye gaye. Aaykar vibhaag ne apne karamchariyo ko chaukana kar diya. Sarkar ne ek pan card par 2.5 lakh rupee ki anumati di hai, agar koi isse par karega, toh woh pakda jaega. Sarkar ne doshi ke liye kayi niyam bhi banaye hai. Halanki in sabhi action se aam janta ko darne ki jaroorat nahi hai. Jo log kala dhan nahi rakhte, unki sukarksha ke liye, sarkar aaye din kayi kadam uttha rahi hai.
Ye kai saalo baad kisi sarkar dwara liya jaane wala anokha kadam hai, jisse hamare desh ko fayda pahunchne wala hai. Notebandi se, kai aatankwadi gang bhi hathiyaar less h/o gaye hai,unke bhi h/osh udd gaye hai, kaam ch/opat h/o gaye hai. Iss action se aam logo ko kai dikkato ka saamna uttana padh sakta hai, par hame isme sehyog dena chahiye. Agar sarkar ka kadam kamyaab nikla, toh hum iss badh rahi kala dhan ki samasya ko jaddo se hatta payenge.
Dhanyavaad.
(Hey there! There may be some mistakes as i wrote it in English words but Hindi language so, i hope you understand,let me know, in case of doubt.)
Good Luck! Hope this helps!
the answer is D i Believe
All but the first one, "Never purchase a warranty."
Answer:
If a parent sees a little girl consoling her teddy bear and says “what a kind girl you are,” this is rewarding for the child and makes it more likely that she will repeat the behavior. Her behavior has been reinforced (i.e., strengthened). Reinforcement can be external or internal and can be positive or negative.
Hope it helps you
Kindly make it Brainliest if u found the answer correct
The overlap between groups has diminished in America's residential neighborhoods and workplaces.